Roman script

suno hal meri zindagi ka 

mujhe pyar mila na kisi ka

suno hal meri zindagi ka 

mujhe pyar mila na kisi ka

suno hal meri zindagi ka 

mujhe pyar mila na kisi ka

badnam kiya duniya ne mujhe

or nam diya toh awara

badnam kiya duniya ne mujhe

or nam diya to awara

apno ne mujhe thukra bhi diya

fir bhi mai nahi himmat hara

maine to badhaya hath sada

maine to badhaya hath sada

duniya ki taraf dosti ka

mujhe pyar mila na kisi ka

suno hal meri zindagi ka 

mujhe pyar mila na kisi ka

gum ko bhi lagaya maine lage

or hasta raha har mushkil me

gum ko bhi lagaya maine lage

or hasta raha har mushkil me

samjha na kisi ne apna mujhe

hai dag yahi mere dil me

shikwa na kiya maine to kabhi

shikwa na kiya maine to kabhi

aye malik teri berukhi ka

mujhe pyar mila na kisi ka

suno hal meri zindagi ka 

mujhe pyar mila na kisi ka

mujhe pyar mila na kisi ka

mujhe pyar mila na kisi ka

Explore this song