Roman script

suno suno, kya kya kya 

ek naya fasana, sach ha ha

ek naya fasana

sab milke, jara dil se

milke, jara dil se

suno suno, ek naya fasana

sab milke, jara dil se

milke, jara dil se

ek khaab ki mehfil se

mai laya hu ek geet suhana

suhana, ek geet suhana

khaab ki baate, kuch na chhupana

kuch na chhupana

jo kuch bhi dekha hai sunana, sunana

jo kuch bhi dekha hai sunana, sunana

hanste hanste 

dil rota hai apna

phir bhi pyar se hai muskana

aaj ek zehar, ye zehar me jab

dardo gum ka dubana

khaab me jo kuch dekha

usko bana do, aaj tarana

usko bana do, aaj tarana

hanste hanste

maine dekha khaab me

ek nirala jaha, ek nirala jaha

jhukte nahi hai sar waha

darte nahi hai dil waha

jhukte nahi hai sar waha

darte nahi hai dil waha

maine dekha khaab me

ek nirala jaha, ek nirala jaha

husn bhari hai ek jami

husn bhara hai aasma

husn bhari hai ek jami

husn bhara hai aasma

ishq ke saye tale

zindagi ka karwa

zindagi ka karwa

maine dekha khaab me

maine dekha khaab me

maine dekha khaab me

ek nirala jaha, ek nirala jaha

Explore this song