Roman script

musibaton ko bula raha hun bula raha hun 

musibaton ko bula raha hun bula raha hun 

ye dil tu mujhko mita chuka hai

aaj main dil ko mita raha hun 

jahan ho biti wahan to roya wahan to roya 

jahan khushi thi jahan ko tadpa waha ko tadpa

jahan ki sari duniya roti jahan ki sari duniya roti 

wahi pe ab main mukura raha hun 

wahan pe jana tha kaam mera wahan na pahuncha to naam mera 

jahan pe chahte hai sab rahna ab wahan se khud main ja raha hun 

jahan pe bachne ki aarzoo thi aarzoo thi 

wahan to luti kali hai tu hi lut gayi hai poori 

yahan se koi luta nahi hai yahan se koi luta nahi hai

ab wahan main sabkuch luta raha hun 

musibaton ko bula raha hun bula raha hun

Explore this song