Roman script

sundar dekho lage bada shama 

wo lok me naya shama

phul aur khusabu masti se chur ho

dharti gagan chume ek duje ko

sare tare aao vihar me

sundar dekho lage bada shama

ye bhor ka khila shama

ye lata lata jara lipat ke jata rahi hai pyar ko

jawa le tu basant ki ye sajati hai singar ko

pighal pighal himalay hila hila parbalika

saja saja pila khada ye chand ki diwar ka

chanchal giriwar me chal khade chhute hai

runjhun karti payal jobate maan ki hai

dharti par aa dekh swarg utara ek shan ko

sundar dekho lage bada shama

ye bhor ka khila shama

isi ke chochlo ka sangam tapodhara falo ko dekh

sugand si sugad koi maano ka jo haran kare 

mai hansani koi jiya bar bar nachyega

bahar tir tu hai koi to maan sujayega

sargam pehle pehle hi chandarma ko chhede

ritu pakiya aamad se koyal kuk uthe 

ek path me tan sara jugjug tak jagrit ho 

sundar dekho lage bada shama 

wo lok me naya shama

nila aakasam wadi par chhaya ho

sundar lokam chal ke khud aaya ho

kya ho chalde koi sath me

sundar dekho lage bada shama

wo lok me naya shama

Explore this song