Roman script

suna tu man ki bin par

suna tu man ki bin par

ye aasuo ki ragini

suna tu man ki bin par

ye aasuo ki ragini

ke jal utha hai chandarma

sulag rahi hai chandani

suna tu man ki bin par

wo kal ki bat bhul ja

wo kal ki bat bhul ja

milan ki rat bhul ja

o meri preet bawri

o meri preet bawri

tu aaj kyu bani thani

suna tu man ki bin par

ye aasuo ki ragini

suna tu man ki bin par

ye tere geet ruth kar

ye tere geet ruth kar

ye moti man ke tut kar

bikhar chuke hai dhul me

bikhar chuke hai dhul me

tu ban gayi bikharini

suna tu man ki bin par

ye aasuo ki ragini

ke jal utha hai chandarma

sulag rahi hai chandani

suna tu man ki bin par

Explore this song