Roman script

sajan dhundhan main chali, sajan milya naahi 
rab milya sajan naa milya rab sajan varga naahi 
sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 
ek pal pyar ka hai bahot hi bada
sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 
jagmag hua jaise jaha, khush hai sabhi aise yaha 
dua main karu ek din aisa aaye, rahe sabhi ki yuhi jagmagaye
mere sathiya mere sathiya
sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 
ye pyar ka jo mausam hai aaya, dil ko mere ab koi bhaaya
jaise hawao me khushbu ghuli ho, aise wo mujh mein aake samaya 
mere sathiya mere sathiya
sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 
ek pal pyar ka hai bahot hi bada
sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara

Song details

Song video

Watch on YouTube