Roman script

sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara 
aaj khamosiyo se 
aa rahi hain sada 
dhadkane hain diwani 
dil bhi bhi kuch kah raha hai 
sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara 
aaj khamosiyo se 
aa rahi hain sada 
dhadkane hain diwani 
dil bhi bhi kuch kah raha hai 
beete lamho ke saye 
to bas yahi tham gaye hain 
yaad mujhe aaye teri baade 
palko ki surkhzaad pe 
asq bhi jamm gaye hain 
teri aankho se na hatti aankhe 
bebasi ka hai aalam 
kya karu main bata 
dhadkane hain diwani 
dil bhi bhi kuch kah raha hai 
sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara 
aaj khamosiyo se 
aa rahi hain sada 
dhadkane hain diwani 
dil bhi bhi kuch kah raha hai
sun zara, o sun zara 
sun zara, sun zara, sun zara 
chum ke apne hotho se 
tere gam ko chura lu 
lake tujhe de du khushiya sari 
apni har bekarai ko 
seene me hi chubha lu 
meri chahate jaye tujhpe wari 
sarme sarme labo me 
ghul gai hai dua 
dhadkane hain diwani 
dil bhi bhi kuch kah raha hai
sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara 
aaj khamosiyo se 
aa rahi hain sada 
dhadkane hain diwani 
dil bhi bhi kuch kah raha hai
sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara
sun zara soniye sun zara 
sun zara soniye sun zara

Song details

singer: Roop Kumar Rathod, Sonali Rathod