Roman script

sun le meri paylo ke geet sajna

aa bula rahi hai meri preet sajna

aaja re aaja re

sun le meri paylo ke geet sajna

aa bula rahi hai meri preet sajna

aaja re aaja re

wo hasin chand raat yaad kar

tune jo kahi thi baat yaad kar

wo hasin chand raat yaad kar

tune jo kahi thi baat yaad kar

wada ho pyar ka kaise du mai bhula

tu bhi pahli mulakat yad kar

sun le meri paylo ke geet sajna

aa bula rahi hai meri preet sajna

aaja re aaja re

jo thi sham aayi dil dukha gayi

kitni baar chandani jala gayi

jo thi sham aayi dil dukha gayi

kitni baar chandani jala gayi

karke koi jatan ab to aaja sajan

mora mane na man mai ghabara gayi

sun le meri paylo ke geet sajna

aa bula rahi hai meri preet sajna

aaja re aaja re

kya bahar jab talak na aye tu

chand kya agar na muskuraye tu

kya bahar jab talak na aye tu

chand kya agar na muskuraye tu

mori bali umar katte jane jigar

jab tak laut kar aa na jaye tu

sun le meri paylo ke geet sajna

aa bula rahi hai meri preet sajna

aaja re aaja re

sun le meri paylo ke geet sajna

aa bula rahi hai meri preet sajna

aaja re aaja re

Explore this song