Roman script

sudhi teri madhur madhur pyaare 
par aansu mere haare hai 
naino se bahe jal ki dhaara 
man me mere angaare hai 
man me mere angaare hai
man me mere angaare hai
man me mere angaare hai
aasha ke pallav sukh gaye 
aasha ke pallav sukh gaye 
tum laao sapno ki kaliya 
kal milan murali ki baji jaha 
sooni brij madhuban ki galiya 
soone naino se jagamag ?
ye aansu bhor ke saare hai 
man me mere angaare hai
man me mere angaare hai
man me mere angaare hai
jab chaah naa puri honi thi 
jab chaah naa puri honi thi 
di chaah milan ki kyu man ko 
mauj hi na hai to jeene ka 
adhikaar diya kyu jeevan ko 
jab ghadi maran ki aayegi 
ye vikal praan path haare hai 
man me mere angaare hai
man me mere angaare hai
man me mere angaare hai
naino se bahe jal ki dhaara 
man me mere angaare hai 
man me mere angaare hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Sudhir Phadke