Roman script

sudh budh bhuli aang ki lali hui aankhya 
ye meine kya kiya yahi kahe sakhiya 
tere naneo ke ras piya jag se piya 
mein to dag mug dag mug dag mug dolu re sawariya 
tan man mein kaisea ras gola 
mein to dag mug dag mug dag mug dolu re sawariya 
jee bharke mein dekh na pao 
jee bharke mein dekh na pao 
wo pal mein kause bitao 
wo pal mein kause bitao
kis chaaliye se meine pyar kiya 
mein to dag mug dag mug dag mug dolu re sawariya 
tan man mein kaisea ras gola 
mein to dag mug dag mug dag mug dolu re sawariya

Song details

Song video

Watch on YouTube