Roman script

soona soona soona ghar hota hai ek naari bina 

ban ke jis ghar me bahu ye aaye

khushiyo khushiyo se ghar bhar jaaye 

sab pe pyar ye apna lutaye 

ghar ki shobha yahi to khalaaye 

soona soona soona ghar hota hai ek naari bina 

soona soona soona ghar hota hai ek naari bina 

haske jaane ye har dukh sahna 

sikha fir hotho se kuch bhi na kahna

pahna laaj ka isne to gahna

jaane simaaon me khush rahna 

soona soona soona ghar hota hai ek naari bina 

soona soona soona ghar hota hai ek naari bina

Explore this song