Roman script

sikho na naino ki bhasha piya 

keh rahi tumse ye khamoshiya 

lab to na kholungi mai samjho dil ki boli

sikho na naino ki bhasha piya

sikho na naino ki bhasha piya 

keh rahi tumse ye khamoshiya

lab to na kholungi mai samjho dil ki boli

sikho na naino ki bhasha piya

chuna sikho tum hawa ko 

tananana tan tananana tan kehti ja

padhna sikho kalvato ko 

mathe pe ye balkha ke likhti ye ja

khwabo ki hai apni juban 

in me bhi hai ek dastan 

khwabo ki hai apni juban 

in me bhi hai ek dastan

jao jao jao jao jao piya

sikho na naino ki bhasha piya 

keh rahi tumse ye khamoshiya

lab to na kholungi mai samjho dil ki boli

sikho na naino ki bhasha piya

thehre pani jaisa yaha chhedo na 

aise hi jayengi gehrayiya

thandi saanse ye sheher me 

dekho to jara bolti hai kya parchayiya

kehne ko baki hai kya ankho ne sab keh to diya

kehne ko baki hai kya ankho ne sab keh to diya

ha jao jao jao jao jao piya

sikho na naino ki bhasha piya 

keh rahi tumse ye khamoshiya

lab to na kholungi mai samjho dil ki boli

sikho na naino ki bhasha piya

Explore this song