Roman script

ghaflat na thi tassbure didare yaar tha

ghaflat na thi tassbure didare yaar tha

najara ye jamal me gum, najara ye jamal me gum

intjar tha, ghaflat na thi tassbure didare yar tha

hual me sukun me, hual me sukun me ke aalam sukun me hai

hual me sukun me ke aalam sukun me hai

mai bekarar tha, mai bekarar tha ke jahan bekarar tha

mai bekarar tha, ke jahan bekarar tha

ghaflat na thi tassbure didare yar tha

sathi teri sharab me, sathi teri sharab me yeh khas bat thi

sathi teri sharab me, yeh khas bat thi

nasha bakadre hausalaye badakhar tha

nasha bakadre hausalaye badakhar tha

ghaflat na thi tassbure didare yar tha

koyi gunah hosh se badhkar gunah nahi

koyi gunah hosh se badhkar gunah nahi

jo mast ho gaya woh, jo mast ho gaya woh bada hoshiyar tha

jo mast ho gaya woh, bada hoshiyar tha

jo mast ho gaya woh, bada hoshiyar tha

mai ho gaya gubbare rahe dost ai jahin 

mai ho gaya gubbare rahe dost ai jahin 

phir bhi kisike khatire, phir bhi kisike khatire najuk pebar tha

ghaflat na thi tassbure didare yar tha

najara yeh jamal me gum intjar tha

Explore this song