Roman script

o shirdi ke sai baba teri duhaai baba 

teri sharan hum aa gaye o sai hum 

to janam janam ka phal pa gaye 

o shirdi ke sai baba teri duhaai baba 

teri sharan hum aa gaye o sai hum 

to janam janam ka phal pa gaye 

na koi uncha na koi nicha 

tere es darbar main 

na koi uncha na koi nicha 

tere es darbar main 

jo bhi aaye sab kuch paye

tere nirmal pyar main 

o man mohak murat wale 

o man mohak murat wale 

tum sabse ho nirale 

din dyalu hume bhaa gaye 

o sai hum to janam 

janam ka phal pa gaye 

o sai hum to janam 

janam ka phal pa gaye 

na mange hum heere moti 

na chandi na sona 

na mange hum heere moti 

na chandi na sona  

hume tumhari kirpa chahiye 

aur hriday ka kona 

humko hath daya ka dena 

humko hath daya ka dena 

aapni chhaya mein lena 

leela tumhari hum ga gaye 

o sai hum to janam 

janam ka phal pa gaye 

o sai hum to janam 

janam ka phal pa gaye 

o sai hum to janam 

janam ka phal pa gaye 

o sai hum to janam 

janam ka phal pa gaye 

o sai hum to janam 

janam ka phal pa gaye

Explore this song