Roman script

sharnaagat hu tab charno mein

charnamrit devat aur sada

sharnaagat hu tab charno mein

charnamrit devat aur sada

kuch kam karde bandhan man ke

kuch kam karde bandhan man ke

kuch preeti apni aur badha

charnamrit devat aur sada

sharnagat hu

tere hi rupo mein khoya

main neend tumhari hi soya

tere hi rupo mein khoya

main neend tumhari hi soya

tam jyoti hain dono ke re

main andhiyaro mein kyon khoya

kuch kam karde tu dar mere

kuch kam karde tu dar mere

kuch apni leela aur dikha

charnamrit devat aur sada

sharnagat hu

mora sanwra mora prabhu piya

mohe darsh dikha main dhundh raha

mora sanwariya 

tu nain main tu hi rasna

jag teri hi sundar rachna

karta bhogi sab tu hi hai

fir janam maran se kyaa chhalna

kuch begaana man kam karde

kuch begaana man kam karde

kuch apna mujhko aur bana

charnamrit devat aur sada

sharnaagat hu tab charno me 

sharnaagat hu

mora sanwra sahrnaagat hu 

mora prabhu piya sharnaagat hu 

mora sanwariya 

charnamrit devat aur sada

Explore this song