Roman script

jaagi jaagi hai ye khaali raat

mujhe neend aaye na

karvate leti guzre na raat

meri jaan jaaye na

jaagi jaagi hai ye khaali raat

mujhe neend aaye na

karvate leti guzre na raat

meri jaan jaaye na

jaate lamhe, jaate sapne

jaate nazare har ghadi

mitti saanse, thamti aahen

bujhti jaaye zindagi

andhera, is pal ka 

savera, kora sa dhula sa

kal hoga kya

soya soya sa hai ye jahan

mujhe neend aaye na

thaame hu raat ka ek sira

kahin chhut jaaye na

gumsum hawa hai

chup aasma hai

mujhse bole koi nahi

ojhal palkein yaaden chhalke

bujhti jaaye zindagi

andhera, is pal ka 

savera, bhula sa jaaga sa

kal hoga kya, kal hoga kya

kal hoga kya

uske aangan dekha jaake

maine aisa ek jahan

raat se pehle

hota jaha pe naya

savera, wo kal ka 

savera, jo kal hoga

savera, wo kal ka, savera

kya kal hoga, kya kal hoga

mujhe neend aati nahi

mujhe neend aati nahi

mujhe neend aati nahi

mujhe neend aati nahi

mujhe neend aati nahi

mujhe neend aati nahi

Explore this song