Roman script

are ha ha re ha, ha ha re ha

sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

ho sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

mera naam kaahe ko badnaam ho gaya

sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

shayro ne mujhko kaha jaam-e-sharaab

shayro ne mujhko kaha jaam-e-sharaab

hazibo ne mujhko likha saaki janaab

aapne kisliye

aapne kisliye mujhe samajha kharaab

aisa kya mujhse koyi kaam ho gaya

mera naam kaahe ko badnaam ho gaya

sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

aap roz meri najro se pite rahe

aap roz meri najro se pite rahe

iss nashe ke sahaare se jite rahe

lekin khuda ki kasam aap bade hi khudgarj hai

ho maine pi toh mujhpe yeh iljaam aa gaya

mera naam kaahe ko badnaam ho gaya

sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

o aapko dekh ke yaad aaya mujhe

aapne shishe se kyun banaaya mujhe

o aapko dekh ke yaad aaya mujhe

aapne shishe se kyun banaaya mujhe

pattharo ki jamin pe giraaya mujhe

tut ke dekhiye shisha jaam ho gaya haay raam 

tut ke dekhiye shisha jaam ho gaya

mera naam kaahe ko badnaam ho gaya

sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

Explore this song