Roman script

shama jali parwana aaya shama jali

shama jali parwana aaya shama jali

pyar ki aag me jal jane ko

aaj koi diwana aaya

aaj koi diwana aaya shama jali

shama jali parwana aaya shama jali

aankh se nikle khushi ke aansu

juba se ek afsana aaya

juba se ek afsana aaya shama jali

shama jali parwana aaya shama jali

dunia me do dilwalo ka milke bichadna 

khel nahi hai haye khel nahi hai

dunia me do dilwalo ka milke bichadna 

khel nahi hai haye khel nahi hai

jiwan bhar ka sang hai apna

char dino ka mel nahi hai

jiwan bhar ka sang hai apna

char dino ka mel nahi hai

laut ke mahfil me fir teri

dekh tera mastana aaya shama jali

shama jali parwana aaya shama jali

shama jali parwana aaya shama jali

hum bhi jale parwana bankar

hamko sikha do apni adaye

hum bhi jale parwana bankar

hamko sikha do apni adaye

tum kya jano aaj parai

ho na sakengi tumse jafaye

tum kya jano aaj parai

ho na sakengi tumse jafaye

hamne jo fuka tan man apna

jab hi tumhe jal jana aaya

hamne jo fuka tan man apna

jab hi tumhe jal jana aaya

shama jali parwana aaya shama jali

shama jali parwana aaya shama jali

Explore this song