Roman script

sham suhani nadi ke kinare

machalne lage aaj arma humare

nadi ke kinare

rupehli sunehri ye dariya ki moje

ho aaye chadhti hui jaise raja ki fauje

bhage chhup jaye hum dar ke mare 

bhage chhup jaye hum dar ke mare

nadi ke kinare

sham suhani nadi ke kinare

machalne lage aaj arma humare

nadi ke kinare

aao aao mohobat ki duniya basaye

man ko bhati nahi apki ye adaye 

nirale hai duniya se nakhare tumahre

nadi ke kinare

nirale hai duniya se nakhare tumahre

nadi ke kinare

sham suhani nadi ke kinare

machalne lage aaj arma humare

nadi ke kinare

Explore this song