Roman script

sham gayi rat aayi ki balam aaja

sham gayi rat aayi ki balam aaja

taro ki barat aayi ki balam aaja

taro ki barat aayi ki balam aaja

ho balam aaja ab to sanam aaja

sham gayi rat aayi ki balam aaja

rata din ke milne ki ghadi me

thandi thandi sawan ki jhadi me

do dilo ne jo bandhe the bandhan

do dilo ne jo bandhe the bandhan

unme khoyi khadi me, khadi me

yad mulakat aayi ke balam aaja

yad mulakat aayi ke balam aaja

ho balam aaja ab to sanam aaja

ho balam aaja ab to sanam aaja

sham gayi rat aayi ki balam aaja

mit jo aankhe to teri suratiya

cham cham chamke jaise bijuriya

pyar bhare tere naino ke rang me

pyar bhare ho tere naino ke rang me

bhige man ki chunariya, chunariya

jaise barsat aayi ki balam aaja

jaise barsat aayi ki balam aaja

ho balam aaja ab to sanam aaja

ho balam aaja ab to sanam aaja

sham gayi rat aayi ki balam aaja

taro ki barat aayi ki balam aaja

Explore this song