Roman script

sham bhai ghanshyam na aaye

sham bhai ghanshyam na aaye

sham bhai ghanshyam na aaye

sabke kam banate firte

sabke kam banate firte

mujh dukhiya ke kam na aaye

sham bhai ghanshyam na aaye sham bhai

tar milan ke tut gaye kyu

tar milan ke tut gaye kyu

mujhse mere ruth gaye kyu

nagar nagar wo rahe ghumte

mere gokul gam na aaye

sham bhai ghanshyam na aaye sham bhai

path hairat pathra gayi ankhiya

path hairat pathra gayi ankhiya

murjhai palko ki sukhi patiya

mai birhan ki sita si vyakul

jiske raja ram na aaye

sham bhai ghanshyam na aaye

sham bhai ghanshyam na aaye sham bhai

Explore this song