Roman script

shaguftagi ka
shaguftagi ka latafat ka saahkar ho tum bhi 
fakat bahar nahi, aashile bahar ho tum 
latafato ki tamanna, najakato ki murad 
gurur kaiyo ka, gurur kaiyo ka 
phulo ka intzaar ho tum
tumhare jism me, aabida hain hjaro rag 
nigah chhedti hain jisko, wo shikar ho tum 
jise utha na sake justju wo moti ho 
jise na gunth sake aarju wo haar ho tum
jise na bujh sake, ishq wo paheli ho
karar chhin liya, karar chhin liya jisne 
wo karar ho tum ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Suraiya, Nimmi, Vijay Dutt