Roman script
wahi subah wahi sham hai, wahi chehre wahi naam hai wahi dhadkan wahi roshni bhi, allah yahin yahin raam hai phir bhi kyun ajnabi, phir main kyun main nahi phir hai kyun ye makan ghar nahi sautela sa ye sheher sautela hai ye magar phir bhi apna hai ye jahaan sau jagah jaye dagar sau wajah jaane ki par phir bhi jeena ab hai yahaan lyricsbogie.com sautela sheher hmm hmm sautela sheher hmm hmm, sautela sheher hmm hmm jaage jaage nain thaka re bhaage bhaage pavn thake hain muskuraye gungunaye karta jaye ehsaan savere na hai chhatri na hai chhat re aur ye sapno ki takat re ye samadar o ri ambar ren basaere phiy kyun tu ajnabi, phir kyun tu tu nahi phir hai kyun ye aafiya ghar nahi, sautela sa ye sheher, sautela hai ye magar phir bhi apna hai ye jahaan, sau jagah jaye dagar sau wajah jaane ki par phir bhi jeena ab hai yahaan, sautela sheher hmm hmm, sautela sheher hmm hmm, sautela sheher hmm hmm sapno ka shehar hai ye mera tu sang hai to ghar hai ye mera jaisa bhi hai par hai ye mera pichhe kahin chhota hai jo gaon mera rootha hai jo meri zameen meri hawa kahan mera aasma, ab main hoon ajnabi, ab main hoon main nahi hai ye mera aashiyan par ghar nahi..woh phir bhi apna hai ye jahaan, sau jagah jaye dagar, jaana hai par phir bhi jeena ab hai yahaan sautela sheher hmm hmm, sautela sheher hmm hmm sautela sheher hmm hmm sautela sheher hmm hmm, sautela sheher hmm hmm sautela sheher hmm hmm
Song details
- Singer: Kamakshi Khanna
- Singer: Abid Khan Langa
- Singer: Palash Sen
- Film / album: Aisa Yeh Jahaan (2015)
- Composer: Palash Sen
- Lyricist: Deekshant Sherawat
- Lyricist: Palash Sen
- Actor: Palash Sen
- Actor: Ira Dubey
- Actor: Yashpal Sharma
- Actor: Tinu Anand
- Actor: Carol Gracias
- Actor: Saurabh Pandey
- Actor: Bishnu Khargharia
- Actor: Kymsleen Kholie
Song video
singer: Kamakshi Khanna, Abid Khan Langa, Palash Sen
lyricist: Deekshant Sherawat, Palash Sen