Roman script

satrangi chal hain chahat ki baazi 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
dekh khiladi maat na khana na na na 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
dekh khiladi maat na khana na na na 
satrangi chal hain 
preet ki kasme pyaar ke vade 
ret ke najuk mahal hain saare 
preet ki kasme pyaar ke vade 
ret ke najuk mahal hain saare 
jhuth hain teri ruh ke pyare 
jhuth hain teri ruh ke pyare
jhuth hain inke chand sitare 
naino me kho kar khud ko dubo kar 
mushkil bahut hain sahil pe aana 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
dekh khiladi maat na khana na na na 
satrangi chal hain
apne dil ki khair mana le
patthar dil hain kaanch ke putale 
apne dil ki khair mana le
patthar dil hain kaanch ke putale 
apna daman dekh bacha le 
apna daman dekh bacha le 
ghhat me hain ye ang shole 
naino me kho kar khud ko dubo kar 
mushkil bahut hain sahil pe aana 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
dekh khiladi maat na khana na na na 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
satrangi chal hain chahat ki baazi 
dekh khiladi maat na khana na na na
satrangi chal hain

Song details

Song video

Watch on YouTube