Roman script

sar pe gagriya

sar pe gagriya tirachhi najariya

chali main to aji chali main to bich bajriya

chali main to bich bajriya

hoye sar pe gagariya tirachhi najariya

chali main to aji chali main to bich bajriya

chali main to bich bajriya sawariya

chali main to bich bajriya

banke sawariya, banke sawariya

leke bansuriya roku main aji roku main

tori dagariya gujariya tori dagariya

tum kanha bade natkhat ho

mat chhuo mera ghunghat ho

ho tum kanha bade natkhat ho

jaha makhan ho jaha makhan ki aahat ho

waha pahuche ho waha pahuche wo jhat pat ho

ho natkhat ho

gali kankariya, gali kankariya

maare kankariya

fodu main aji fodu main tori gagriya

fodu main tori gagriya gujariya

fodu main tori gagriya

nahi julm tumhara sahegi

yashoda se jake kahegi

ho nahi julm tumhara sahegi

ye baat ye baate nand ko baante

bin bole ho bin bole ham na rahegi

leke lakutiya pakad tohari chutiya

ho leke lakutiya pakad tohari chutiya

lege aisi khabariya

tum chhod bansuriya leke kamriya

tum roaoge, roaoge saari umriya sawariya

bhuloge hamri dagariya

hoye sar pe gagariya tirachhi najariya

chali main to aji chali main to bich bajriya

chali main to bich bajriya sawariya

chali main to bich bajriya

Explore this song