Roman script

sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi

sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi

kya khak jiyega

kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi

anjan hai vo jindagi ko jo samjhte phul hai

phulo ki dalo me chhupe so so dukho ke sul hai

phulo ki sej pe jise sona kabhi aaya nahi

kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi

jinke dilo me aag hai milte unhi ko raste

duniya nahi hai doshto in bujdilo ke waste

jo sher banke dusmano ki fauz pe chhaya nahi

kya khak jiyega

kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi

uthte hai jab kadam to ye dhara behari jujhti

inki vir garajna se maut bhi hai kanpti

jo jindagi ki dhal leke maut pe chhaya nahi

kya khak jiyega

kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi

sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi

kya khak jiyega

kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi

Explore this song