Roman script

dekho meri nas nas mein hai bijaliya

ude jaise chhu chhuke titliya

nahi koi yahaan mujhasa

jaagi jaagi jaagi sapano ki raat hai

yaha waha bas apni hi baat hai

nahi koi yahaan mujhasa

chhaaya mera nasha, nasha

dekho meri nas nas me hai bijaliya

ude jaise chhu chhuke titliya

huwa dil ka mausam khushnuma

o o o sansanaati gungunaati ek sargam hai

o o o jhilmilaaati roshani bhi abb hamdam hai

khili khili khili rango ki badliya

mili mili mili mujhe taaron ki bastiya

jo chaaha woh paaya

buni buni meri khaabon ki daastaan 

khula khula abb khushiyon ka aasmaan

jo chaaha sab paaya, khoya dil yeh mera, mera

khili khili khili rango ki badliya

mili mili mili mujhe taaron ki bastiya

hua dil ka mausam khushnuma

o o o sansanaati gungunaati ek sargam hai

o o o jhilmilaaati roshani bhi abb hamdam hai

makhamali se khaabon ke kaafile

soyi soyi aankhon se chal diye

nili nili roshani mere roop ki 

chaand aur taaron mein dhal gaye

pal phir naseba meherbaan

jage jage mere aankho ke juganu hai 

ude ude mere jalwo ki khushbu hai

hua dil ka mausam khushnuma

o o o sansanaati gungunaati ek sargam hai

o o o jhilmilaaati roshani bhi abb hamdam hai

Explore this song