Roman script

sunsan raato mein jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

sunsan raato mei jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

ek tere liye duniya se muh mod ke

aa gayi hu main bandhan sabhi tod ke

sara jivan tere liye sajan tujhe kya pata

sunsan raato mein jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

sunsan rato mein jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

aa re aa bhi ja rasta hi bhulke

khel ja mere najro ke phul se

dulhan to mai bani teri

ghungta bhi tuhi utha

sunsan raato mein jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

sunsan raato mein jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

rang badal ke mera badan tapa

aa to meri sajna na itna sata

andhiyo mein jal raha diya tere pyar ka

sunsan raato mein jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

sunsan raato mein jab tu nahi aata

tere bina aur lagta hai gahra ye sannata

Explore this song