Roman script

sambhal ke kadam rakhna

sambhal ke kadam rakhna

jhumne ke din aaye

kali se bhanwara bole

jhumne ke din aaye

to angiya lajaye kadam ladkhadaye

man hatho se uda uda jaye

bahar ka o

bahar ka hai kya kahna

ho lutne ke din aaye

laaj ke sabhi pahre

haye tutne ke din aaye

jhume chanchal pawan

jhume chhup chhup ke tan

jiya machal machal rah jaye

sambhal ke o sambhal ke

sambhal ke kadam rakhna

jhumne ke din aaye

sambhal ke kadam rakhna

na main koi mere apne koi

mujhe nadiya kinare bula rahe

aisa kamaal dekho

is dil ka haal dekho

din me bhi sapne hai aa rahe

ladkhadaya jo chaal

ise kahte hai chaal

bhai ye to katari ki dhar

sambhal ke o sambhal ke

sambhal ke kadam rakhna

jhumne ke din aaye

sambhal ke kadam rakhna

ye jane kaun mera prano ka mit

aaj kaano me geet gunguna raha

anjana koi bin pahchana koi

dekho chhup chhup ke man me sama raha

ye chhupane ki baat

bin baadal barsat

is tan me lagi hai ye aag

sambhal ke o sambhal ke

sambhal ke kadam rakhna

jhumne ke din aaye

sambhal ke kadam rakhna

Explore this song