Roman script

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

oye satara baras ki yaade pal me vapas mod chali

surat se lagti thi bholi kab kheli ye aankh micholi

kab baithi naino ki doli humne tab jana 

jab humse naata tod chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

galo par hai sharam ki lali kuch mat kehna degi gali

dhund liya bulbul ne mali apna naam 

kisi pardesi ke sang jod chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

mere sapno ka sahjada mujhko lene kab aaye ga

mera dola kab jaye ga vo banke 

dulhan laal chunriya sir pe odh chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

oye satara baras ki yaade pal me vapas mod chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

salma ko mil gaya balma salma hum ko chhod  chali

Explore this song