Roman script

sakhi ri baje man ki basuriya
sakhi ri baje man ki basuriya  
jhume ankhiya jiya nache
jhume ankhiya jiya nache
sakhi ri baje man ki basuriya
sakhi ri baje man ki basuriya
man ki umange kaise chhupau
man ki umange kaise chhupau
sang pawan ke ud ud jau
man ki umange kaise chhupau
sang pawan ke uad uad jau
jaise gagan me ho baadariya
baadariya
sakhi ri baje man ki basuriya
sakhi ri baje man ki basuriya 
aaj nahi mai apne bas me
aaj nahi mai apne bas me
bijli si tadpe nash nash me
aaj nahi mai apne bas me
bijli si tadpe nash nash me
kiase bhayi re mai bawariya
bawariya
sakhi ri baje man ki basuriya
jhume ankhiya jiya nache
jhume ankhiya jiya nache
sakhi ri baje man ki basuriya

Song details

Song video

Watch on YouTube