Roman script

sajna sawan aaya hai sajna sawan aaya 

haye dil udke chala hai badal me

mujhko sath liya ja

mujhko sath liya ja

haye dil bandh ke mera aachal me

sajna sawan aaya 

hosh lutake hosh me aaye

ye hai paheli kaise koi samjhaye

hosh lutake hosh me aaye

ye hai paheli kaise koi samjhaye

dil to gawaya to jine ka maja hai paya

sajna sawan aaya

sajna sawan aaya

haye dil udke chala hai badal me

sajna sawan aaya

mujhpe nashili najre na dalo

gir gir jau mai to aake sambhalo

mujhpe nashili najre na dalo

gir gir jau mai to aake sambhalo

hum kya sambhale 

ke ham pe bhi nasha hai chaya

mujhko sath liya ja

mujhko sath liya ja

haye dil bandh ke mera aachal me

sajna sawan aaya

Explore this song