Roman script

sha :	( sajanavaa prem-kahaani ) -2 o dhire-dhire kahanaa

prem ki galiyaan rag-ragili daali-daali par hai laali

sajanavaa prem-kahaani 

mu :	( ab jivan me ) -2 aa_i bahaar kaliyaan khili hai hazaar

sha :	jaag uthaa hai man me pyaar aa_i khushi ki bahaar

sajanavaa prem-kahaani 

mu :	kali-kali muskaa_i chaandani sharamaa_i

sha :	prit lagaa ke chhod  na jaanaa o baalam harajaa_i

sajanavaa prem-kahaani

Explore this song