Roman script

saajan sajna

saajan kaha jaungi mai

vapas yaha aaungi mai  

saajan kaha jaungi mai

vapas yaha aaungi mai

murjha ke phul khilte bhi hai    

bichhde huye milte bhi hai 

o thandak na aaya patjhad ke baad

banke bahar o mere mit

phir tere geet gaungi mai 

saajan kaha jaungi mai

vapas yaha aaungi mai 

mujhse to pyar karte ho tum

phir kisliye darte ho tum

oo mai hu majbur tumse hu dur

aa jao pas mit jaye pyaas

pyaasi kaha jaungi mai aaungi main

vapas yaha aaungi mai 

saajan kaha saajan kaha

saajan kaha saajan kaha

Explore this song