Roman script

saiya pyara hai apna milan

saiya pyara hai apna milan

dur tum the kahi dur ham the kahi

paas aaye jude ye nayan

saiya pyara hai apna milan

aaj ki raat tum yaad rakhna ho yaad rakhna

mai nashe me hu gam yaad rakhna 

ho yaad rakhna

jab se tum ho mile taar dil ke hai khile

paas mere shami hai qafan 

saiya pyara hai apna milan

yah mulakat ye mel dekho mel dekho

apani kismat ka ye khel dekho khel dekho

baat hi baat me ek hi raat me

ban gayi main tumhari dulhan

saiya pyara hai apna milan

jo baat tumhe kah na pau ho kah na pau

kaun ho tum mere kya batau ho kya batau

itana jaano piya mera dhadke jiya

aaj bas me nahi mera man

saiya pyara hai apna milan

Explore this song