Roman script

sagaar roye, lahre shor machaye

yaad piya ki aaye naina bhar aaye

sagaar roye, lahre shor machaye

yaad piya ki aaye naina bhar aaye

sagaar roye

lipat lipat ke lahre jhume

badh badh ke sahil ko chume

hum dukhiyare tham ke dil rah jaye

yaad piya ki aaye naina bhar aaye

sagaar roye, lahre shor machaye

yaad piya ki aaye naina bhar aaye

sagaar roye

jab harjayi bhanware aa ke

kali kali ko pyar jata ke

mast bana ke dur kahin ud jaye

yaad piya ki aaye naina bhar aaye

sagaar roye, lahre shor machaye

yaad piya ki aaye naina bhar aaye

sagaar roye

Explore this song