Roman script

aayi aayi ghadi ye suhani

aayi aayi ghadi ye suhani

gaya mera bachpan ab aayi jawani

gaya mera bachpan ab aayi jawani

aayi, aayi 

aayi aayi ghadi

aayi aayi ghadi ye suhani

aayi aayi ghadi ye suhani

o o 

baago me jaau, phulo se khelu

baago me jaau, phulo se khelu

bulbulo ki sunu main kahani, aa

bulbulo ki sunu main kahani

aayi aayi ghadi 

aayi aayi ghadi ye suhani

aayi aayi ghadi ye suhani

dekhu to, dekhu to

phul aur kali

gaati hai kya ragini

dekhu to, dekhu to

phul aur kali

gaati hai kya ragini

duniya me kayam mohabbat rahegi

duniya me kayam mohabbat rahegi

baki hai jo kuch wo fani

baki hai jo kuch wo fani

aayi aayi ghadi

aayi aayi ghadi ye suhani

aayi aayi ghadi ye suhani

gaya mera bachpan ab aayi jawani

gaya mera bachpan ab aayi jawani

aayi, aayi 

aayi aayi ghadi

aayi aayi ghadi ye suhani

aayi aayi ghadi ye suhani

Explore this song