Roman script

deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye
deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye
jikar yahi hai sham-o-sahar bhul gaye kya, bhul gaye
deke mujhe wo 
lahrati huyi ae thandi hawa
lahrati huyi ae thandi hawa
paigam, paigam unhe tu mera suna
paigam unhe tu mera suna
kahna, kahna milake mujhese najar
bhul gaye kya, bhul gaye
deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye
kaliyo me tabassum aane laga
aane laga
kaliyo me tabassum aane laga
arman 
arman bhara dil gaane laga
arman bhara dil gaane laga
bulbul se 
bulbul se kaha gul ne hanskar
bhul gaye kya, bhul gaye
deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye
deke mujhe wo

Song details

Song video

Watch on YouTube