Roman script

sabse pyara sabse nayara

parbhu ji naam tumhara

jiska koi na jag me

uska tum hi ek sahara

sabse pyara sabse nayara

parbhu ji naam tumhara

jiska koi na jag me

uska tum hi ek sahara

jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham

jai jai sham ghansham

sara jag hai uska data

tu jiska ho jaye data, tu jiska ho jaye

bhul jaye sara dukhda

jo sharan tumhari aaye

data jo sharan tumhari aaye

sagar se milkar 

sagar ban jaye jal ki dhara

jiska koi na jag me

uska tum hi ek sahara

jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham

jai jai sham ghansham

aate jate do sanso pe

maan kare hai kaisa data

maan kare hai kaisa

sab kuch dene wala tu

abhiman kare hai ham kaisa data 

maan kare hai ham kaisa

sukh de chahe, dukh de data

sabkuch hamko pyara

jiska koi na jag me

uska tum hi ek sahara

jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham

jai jai sham ghansham

sabse pyara sabse nayara

parbhu ji naam tumhara

jiska koi na jag me

uska tum hi ek sahara

apne dwar ke bhakti dedo 

apna daas bana lo

parbhu ji apna daas bana lo

batke dar kabhi jo

apna samjh ke gale laga lo

parbhu ji hamko gale laga lo

tumne nanhi jyot hai thami

tum man ka ujhiyara

jiska koi na jag me

uska tum hi ek sahara

jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham

jai jai sham ghansham

sabse pyara sabse nayara

parbhu ji naam tumhara

jiska koi na jag me

uska tum hi ek sahara

Explore this song