Roman script
najar utha ke jo hai dekha baithe ho tum wahi bekhabar itne kyu ho, itne bure bhi tum nahi najar utha ke jo hai dekha baithe ho tum wahi bekhabar itne kyu ho, itne bure bhi tum nahi jamane ki baato me ulajho na, kehne do unhe jo bhi maine apna tumko mana bolo, tum ho mere ki nahi teri baato ka jadu puri duniya pe hai duniya ki is bhid me sabse pichhe kyu khade sabse pichhe kyu khade, sabse pichhe kyu khade mehfile aayi aur gayi, log aaye aur gaye tum jo aaj aaye ho, dil me ho bas gaye muskura ke mera sharmana dekh le na ye koyi chehre pe mere likha hai itne bure bhi tum nahi teri baato ka jaadu puri duniya pe hai duniya ki is bhid me sabse pichhe kyu khade sabse pichhe kyu khade, sabse pichhe kyu khade teri baato ka jaadu puri dunia pe hai dunia ki is bhid me sabse pichhe kyu khade sabse pichhe kyu khade, sabse pichhe kyu khade sabse pichhe kyu khade
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Aao Wish Karein (2009)
- Composer: Ankur Tewari, Xulfi, Ankur Tewari, Mikey McCleary
- Lyricist: Ankur Tewari
- Actor: Aftab Shivdasani
- Actor: Aamna Shariff
- Actor: Johny Lever
- Actor: Riteish Deshmukh
- Actor: Rati Agnihotri
- Actor: Yatin Karyekar
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Suhasini Mulay
actor: Aftab Shivdasani, Amna Sharif