Roman script

lo ji fauji mauj mein aa gaya phen ke wardi khaki

daal bangda nach mere sathi chhod  ke ye besakhi 

jataa aayi besakhi jataa aayi besakhi

ho jataa aayi besakhi

lo ji fauji mauj mein aa gaya 

phen ke wardi khaki

daal bangda nach mere sathi chhod  ke ye besakhi 

jataa aayi besakhi jataa aayi besakhi

ho jataa aayi besakhi

sabse kahte haayi ye ghayal hath 

ye tuti tange ham de sakte haayi jane 

ham kya logo se mange 

ham kyun logo se mange 

jo aurho pe mar sakte haayi 

vo apni madad kar sakte haayi

tum ham pe mat ehasan karho 

ye dhan daulat na daan karho

ham to naukar sarkar ke haayi 

bas bhukhe apke pyar ke haayi

ham me khoi lachar nahi 

ham aashiq haayi bimar nahi

sab bhashan uske yaad kar le 

pahle us din kho yaad kar le

jab jang chhide barud phate 

sab apne gharho me shoye rahe

ham jaage khade rahe sarhad pe karte sabki rakhi

ho jatta aayi besakhi ho jatta aayi besakhi

ho jatta aayi besakhi 

ganv me jab mela lage hhoti khub kabaddi

bade-bade kho maayi gira deta mar ke addi

kabaddi kabaddi kabaddi kabaddi

jab maayi guzarta bazarho se 

sab jhankate they chaubarho se

ek kudi ishare karati si vho mere chal pe marti si

vo rah gaayi bas aahe bharati 

pind chhhod ke ham ho gaye bharti

dikhlae zhor javani ka tha shauq hame qurbani ka

ham jiye inhi ummidho me  

ho apna naam shahidho me

jab laam lagi aya mauqa 

dushman ne diya bada dhhokha

dil ke badle panv pe gholi mari thi chalaki

ho jatta aayi besakhi ho jatta aayi besakhi

ho jatta aayi besakhi 

ho jatta aayi besakhi ho jatta aayi besakhi

ho jatta aayi besakhi ho jatta aayi besakhi 

ho jatta aayi besakhi 

aj bhi teri chal pe ham kurban vatan de shera

aj bhi teri chal pe ham kurban vatan de shera

ham bik jaayen to bhi karz chuka na paayen tera

tune apna farz nibhaya apna farz haayi baki

ho jatta aayi besakhi ho jatta aayi besakhi

ho jatta aayi besakhi ho jatta aayi besakhi

ho jatta aayi besakhi ho jatta aayi besakhi

ho jatta aayi besakhi ho jatta 

ho jatta aayi besakhi ho jatta

Explore this song