Roman script

sab thath pada rah javega 

sab thath pada rah javega

jab laad chlega banjara

dhan tere kam na aavega

jab laad chlega banjara

jo paya hai wo bant ke kha

kangal na kar kangal na ho

jo sabka hal kiya tune

ek roz wo tera haal na ho

is hath se de us hath se le

ho jave sukhi ye jag sara

ho jave sukhi ye jag sara

sab thath pada rah javega

jab laad chlega banjara

kya kotha-kothi kya bangla

ye duniya rain-basera hai

kyu jhgada tere-mere ka

kuch tera hai na mera hai

sun kuch bhi sath na javega 

jab kuch ka baza nakkara

jab kuch ka baza nakkara

sab thath pada rah javega

jab laad chlega banjara

dhan tere kam na aavega

jab laad chlega banjara

ek banda malik ban baitha

har bande ki kismat phuti 

tha itna moh khazane ka

do hatho se duniya luti 

the dono hath magar khali

utha jo sikandar bechara

utha jo sikandar bechara

sab thath pada rah javega

jab laad chlega banjara

Explore this song