Roman script

sanwariya oye bansuriya oye

bajaaye gayo re

bholi bhali ko rasiya lubhaaye gayo re

bholi bhali ko rasiya lubhaaye gayo re

ho re ho re

main to hun

main to hun gokul ki gwaalan

main bechun dhud malaai

main bechun dhud malaai

natkhat nandlala ne uii ma

sagri aan falaai

more sar se gagariya

sarke gagriya, giraaye gayo re

bholi bhali ko rasiya lubhaaye gayo re

ho re ho re

main malan

main malan maduban kundan ki

benchu gajra mala

benchu gajra mala

sabhi ke man me krishan kanhaiya, krishan kanhaiya

manmohan nandlaal, manmohan nandlaal

mohe bahiya ki mala

bahiya ki mala pahnaaye gayo re

bholi bhali ko rasiya lubhaaye gayo re

bholi bhali ko rasiya lubhaaye gayo re

ho re ho re

sanwariya oye bansuriya oye

bajaaye gayo re

bholi bhali ko rasiya lubhaaye gayo re

Explore this song