Roman script

sari duniya ko pichhe chhod  kar 
sari duniya ko pichhe chhod  kar 
hum sitaro ki duniya me aa gaye 
chand taro ki duniya me aa gaye 
sari duniya ko pichhe chhod  kar 
hum sitaro ki duniya me aa gaye 
chand taro ki duniya me aa gaye 
sari duniya ko pichhe chhod  kar 
chalo khelenge sajna aankh micholi 
ho chalo khelenge sajna aankh micholi 
bhar le sitaro se hum apni jholi 
bhar le sitaro se hum apni jholi 
chand chup chup ke karta ishare kitne dilkash
hai ye sab najare hai ye sab najare 
hum ek nai duniya me aa gaye
chand taro ki duniya me aa gaye 
sari duniya ko piche chhod kar 
hum sitaro ki duniya me aa gaye
chand taro ki duniya me aa gaye 
sari duniya ko piche chhod kar 
saare aalm pe chhai hai chandni 
kyo na gaaye hum ulfat ki ragini 
saare aalm pe chhai hai chandni 
kyo na gaaye hum ulfat ki ragini 
aaj harsu hai aaj harsu hai mousam khushi ka
lupt aayega ab jindgi ka ab jindgi ka 
hum najaro ki duniya me aa gaye
chand taro ki duniya me aa gaye 
sari duniya ko piche chhod kar 
hum sitaro ki duniya me aa gaye
chand taro ki duniya me aa gaye 
sari duniya ko piche chhod kar 
hum sitaro ki duniya me aa gaye
chand taro ki duniya me aa gaye 
sari duniya ko piche chhod kar

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Dev Anand, Madhubala