Roman script

sara ye aalam nurani hai sara ye aalam nurani hai

berang the rang se chha gaye the hum kaha ye kaha aa gaye

janeman mera chaman phulo sa kaliyo sa

sara ye aalam nurani hai sara ye aalam nurani hai

ab ye duniya duniya hai meri duniya

ab ye khushiya khushiya hai meri khushiya

ab ye duniya duniya hai meri duniya

ab ye khushiya khushiya hai meri khushiya

surat surat murat murat kaise ye khilne lagi

dipak dipak milne lage hai ye dono jismo jaan

dekho zami pe jhuka hai aasma

mane na mane jane na jane 

lagan agan agan lagan sara ye aalam nurani hai

pyasi pyasi aye aye

pyasi pyasi kal kal bahti nadiya

har premi ki pyas bujhati nadiya

pyasi pyasi kal kal bahti nadiya

har premi ki pyas bujhati nadiya

thumak thumak jhanak jhanak

pariyo ko payal bazi o ho ho 

ronak ronak kaisi hai ronak ronak

bhawaro ki mehfil sazi o ho o

aisa shama phir na hoga yu jawa

dono jaha aa gaye hai lo yaha

mane na mane jane na jane 

lagan agan agan lagan sara ye aalam nurani hai

sara ye aalam nurani hai

berang the rang se chha gaye

the hum kaha ye kaha aa gaye

janeman mera chaman phulo sa kaliyo sa 

sara ye aalam nurani hai sara ye aalam nurani hai

Explore this song