Roman script

saqiya karib aa saqiya karib aa

nazar mila nazar mila nazar mila nazar mila

saqiya karib aa saqiya karib aa

pyasi kahi na rah jaye mere shabab ki rate

pyasi kahi na rah jaye pyasi kahi na rah jaye 

mere shabab ki rate dil ko mere na bahla tu

kar ke sharab ki bate tujko khuda ka vasta 

sharab la sharab la saqiya karib aa saqiya karib aa

pine se hosh aayega tu bhi jara si pi saqi

pine se hosh aayega pine se hosh aayega

tu bhi jara si pi saqi aisi nasibi raaho me 

milti hai zindagi saqi yu bin piye na ladkhada

sambhal jara sambhal jara saqiya saqiya

saqiya karib aa saqiya karib aa

dil bhi jawa hai pehlu me tu hai pas jane ja

dil bhi jawa hai pehlu me dil bhi jawa hai pehlu me

tu hai pas jane ja dhalne lagi hai sholo me 

hotho ki pyas jane ja itni si hai bas iltija

mujhe pila mujhe pila saqiya saqiya

saqiya karib aa saqiya karib aa

nazar mila nazar mila nazar mila nazar mila

saqiya karib aa saqiya karib aa

Explore this song