Roman script

saal mubaarak saaheb ji, saal mubaarak saaheb ji

lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke

lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke

ki saal bhar isaka nasha rahega, jo aaj piye pita sada rehega

jo aaj piye pita sada rehega

saal mubarak saheb ji, saal mubarak saheb ji

apane chehare se parda hatao, roshani se nigahe milao

chaand ki duriya tay huyi hai, ek duje ke najdik aao

saal mubarak papa ji, saal mubarak kaka ji

lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke

ke saal bhar isaka nasha rahega

aur jo aaj hase, hase jo aaj hase hasata sada rahega

jo aaj hase hasata sada rahega

saal mubarak saheb ji, saal mubarak saheb ji

bhulkar apne ghum ki khani, sab me mil jao ke jaise pani

o chaar din ki hai yeh jindagani

isme bhar lo re bhar lo jawani

saal mubarak saheb ji, saal mubarak saheb ji

lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ke

ke saal bhar isaka nasha rahega

jo aaj mile mile jo aaj mile milata sada rahega

jo aaj mile milata sada rahega

saal mubarak saheb ji, saal mubarak saheb ji

hamse waaqib hai saara jamana, naam kya hai kisine na jana

ham logo ke bigade banana yaar dhandha hai apna purana

kaam batana saheb ji, bhul na jana saheb ji

lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke

ke saal bhar isaka nasha rahega

aur jo aaj gayega gaata sada rahega

aur jo aaj gayega gaata sada rahega

saal mubarak saheb ji, saal mubarak saheb ji 

lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke

ke saal bhar isaka nasha rahega, jo aaj piye pita sada rahega 

jo aaj piye pita sada rahega

Explore this song