Roman script

sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai

mausam bhi aa pahuncha shehnayi ka

abb hamako dar kaisa tanhayi ka

mausam bhi aa pahuncha shehnayi ka

abb hamako dar kaisa tanhayi ka

jivan ko jiska intjar hai, ane hi wali woh bahar hai

jivan ko jiska intjar hai, ane hi wali woh bahar hai

sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai

jinaki chahat mein akhiya tarasi hai

jinase milane ko baraso barasi hai

jinaki chahat mein akhiya tarasi hai

jinase milane ko baraso barasi hai

honewala unak deedar hai, unako bhi mera intjar hai

honewala unak deedar hai, unako bhi mera intjar hai

sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai

ghunghat mera jab uthayenge, ik duje me hum kho jayenge

kadamon me unake hi sansar hai, yeh toh janmo janmo ka pyar hai

kadamon me unake hi sansar hai, yeh toh janmo janmo ka pyar hai

sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai

aa aa aa aa aa

Explore this song