Roman script

rut hai phulo ki, suhani sham hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

har khushi ab aap hi ke naam hai

naam hai, naam hai, naam hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

kya batau husn ki main khubiya

jab jawani leti hai angadaiya o

kya batau husn ki main khubiya

jab jawani leti hai angadaiya

girti hai dil par hazaro bijliya

aisa ho to hosh ka kya kaam hai

kaam hai, kaam hai, kaam hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

aapke jalwo me hum to kho gaye

saya julfo ka mila to so gaye o

aapke jalwo me hum to kho gaye

saya julfo ka mila to so gaye

yu samajhiye aap hi ke ho gaye

aapse rangi humari sham hai

sham hai, sham hai, sham hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

har khushi ab aap hi ke naam hai

naam hai, naam hai, naam hai

rut hai phulo ki, suhani sham hai

Explore this song