Roman script

rona hi likha tha kismat me 

rona hi likha tah kismat me 

ham geet khushi ke gaa na sake 

ga na sake 

ujadi huyi nagri bas na saki 

ujadi huyi nagri bas na saki 

ham paa ke bhi unko, paa na sake 

paa na sake 

rona hi likha tah kismat me 

aisa bhi koi majbur na ho 

yu koi kisi se dur na ho 

aisa bhi koi majbur na ho 

yu koi kisi se dur na ho 

joro se hanse mar mar ke jiye 

ham fir bhi unhe apnana na sake 

rona hi likha tah kismat me 

is rang badalti duniya me 

har mausam aake beet gaya 

is rang badalti duniya me 

har mausam aake beet gaya 

bahte huye aansu ruk jate 

wo din wo jamane aa na sake 

aa na sake 

rona hi likha tah kismat me

Explore this song